Friday 29 February, 2008

Huzuur aap ka bhi ehataraam karataa chalun

Idhar se guzara tha sochaa salam karataa chalun
Nigaah-e-dil ki aaKhirii yahii tamannaa hai

Tumhaari zulfon ke saaye me.n shaam karataa chalun
Unhen ye zid ki mujhe dekh kar kisi ko na dekh Meraa ye shauq ki sab se salaam karata chalun
Ye mere Khvaabon ki duniya nahi.n, sahi lekin Ab aa gaya huN to do din kayam karata chalun
Tumhare husn se jaage tamaam ha.ngaame.n Mai.n do hi lafzo.n me.n qissa tamam karata chalun
Mere kalaam ki saadagi achchhi Avaam sun ke maze le.n mai.n naam kartaa chalun

No comments: