Monday, 18 February 2008

Na tha kuch to khuda tha,

Na tha kuch to khuda tha, na hota kuch to khuda hota
daboya mujh ko honay nay, na main hota to kia hota

huwi mudat kay mar gaya Ghalib par yaad aata hai
woh har ek baat pay kehna, kay youn hota to kia hota

Rakhtay kay tumhi ustaad nahi ho Ghalib
kehtay hain aglay zamanay main koi meer bhi tha

Asad us jafaa par buton say wafaa ki me-ray sher shabaash rahmat kHuda ki

hum nay mana keh taghaful nah karo-gay lekin
khaak ho jaaayen-gay tum ko khabar ho-nay tak.

jiss main laakhon baras ki hoorein hoon
aisi jannat ka kya ka-ray koi

No comments: