Monday 18 February, 2008

some more my own creations......

beet na saki main woh raat hoon,
mit na saka main woh jajbaat hoon,
aandhiya bhujha na sake jise main woh chiraag hoon,
katey na jo main woh rah hoon,
baujhana sake jis pyass ko lakhon askon ke samunder,
bhadki hui main woh pyass hoon
=======

patthar se nagme ki ummed kahan,
takrayega ser se jab dard ke alawaa kya dega,
mohabbat main chahat ki ummed kahan,
milega jab dilwar judai ke alawa kya hoga,
meri tanha raato main needon ki ummed kahan,
aankhon main ratjage dil main tere intezaar ke alawaa kya hoga
meri jaagti raaton ka hisaab kahan hoga,
unke sitmon ka hisab kahan hoga,
meri jaagti raaton ka hisaab kahan hoga,
woh kehte hain mere rushwaiyo ka hisaab kahan hoga
aapke diye jakhmon ka hisaab khan hoga

No comments: