Friday 29 February, 2008

Hum rahi aisi rahon ke ke jin ki koi manzil hi nahi

Hum rahi aisi rahon ke ke jin ki koi manzil hi nahi
Ye jivan piyas ka sehra hai aur sar pe koi badil hi nahi
Jane ke liye her rut ayi,rehne ko hai bus ye tanhai
Ik umar ka rog na ho jaye ye pal do pal ki sachai
Sada ye ankhain sapne dekhain ane wale zamano ki
Hum rahi aisi rahoon ke
Jo chehra ankh mein aye sao khwab naye dikhla jaye
Jo sath chale wo mile nahi jo bichar gaye wo yaad aye
Manzil manzil dond rahe hain khwab apne armano ke
Hum rahi aisi rahoon ke jin ki koi manzil hi nahi
Ye jivan pyas ka sehra hai aur sar pe koi badil hi nahi

No comments: