Tuesday 26 February, 2008

muhabat kay maroon ka

muhabat kay maroon ka
falak kay sitaroon ka
koi watan nahi hota
koi chaman nahi hot
ain kay naseebon main jalna haj
udai main pighalna ha
shab=e=furqat ho ya shab=e=wasalin
hain to bas jalna ha
koi to ho jo dukh samjhay
koi to ho jo gam janay
koi to ho jo pahchanay
magar kuch bhi nahi hota
mutabat kay maroon ka
falak ka sitaroon ka
koi watan nahi hota
koi chaman nahi hota

No comments: