Sunday 3 February, 2008

dekh lo khuaab magar khuaab

dekh lo khuaab magar khuaab ka charcha na karolog jal jayan ge sooraj ki tamanna na karoSleepingwaqt ka kaya hai kisi pal bhi badal sakta haiho sake tum se to tum mujh pe bharosa na karoSleepingkirchiyan tootay hoye aks ki chubh jayan giaur kuch roz abhi aiina dekha na karoSleepingajnabi lagne lage khud tumhain apna wajoodapne din raat ko itna bhi akela na karoSleepingkhuaab bachhon ke khelonon ki tarah hote hainkhuaab dekha na karo khuaab dikhaya na karoSleepingbekhiyali main kabhi ungliyan jal jayain giraakh guzre hoye lamhon ki kureedah na karo

No comments: