Friday 29 February, 2008

Dosto,

Dosto,
dil ki dararon se lahoo ke katrey jab lubz bantaay hain to kuch koshison ke baad hi kisi kavita, gazal ya nazam ka janam hota hai. kuch meri bhi koshish aap sabhi ki khidmat main pesh hai.

tujse aaj juda hai to kya hua,jinda hain kisi tarah is jamane main,khyal tere hai har pal aate to kya hua,jaane kaise arman sambhale hain
tere chasm ke maikhane main,har dhadkan tera aehsas hai, tu paas nahi to kya hua,sun hai tu hai jehan judaii nahi us jahan main,gar teri chahat jarrorat hai us jahan ki to kya hua,kuda ko bhi koi nahi mila tere siwa is jahaan main,tere bina chain nahi ek pal jee rahain hain to kya hua,khuda ke paas mere liye ask bhi nahi uske mai khane main,apni lass(dead body) khud dho raha hoon to kya hua,ab bhi koi kasar baqi hai tere keher barpane main

Dev.........

No comments: